नात सरकार की पढ़ता हूं मैं | Nate sarkar ki Padhta hu mai Full Lyrics

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं Nate sarkar ki Padhta hu mai Lyrics: नात पढ़ने वाले के लिए एक और नात की पेशकस Naate Sarkar Ki Padhta Hoon Main Lyrics English In Hindi कर रहे है

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं नात

नात सरकार की पढ़ता हूँ मैं

बस इसी बात से घर में मेरे रह़मत होगी

इक तेरा नाम वसीला है मेरा

रंज-ओ-ग़म में भी इसी नाम से राहत होगी

ये सुना है कि बहुत गोर अँधेरी होगी

क़ब्र का ख़ौफ़ न रखना, ए दिल ! वहाँ सरकार के चेहरे की ज़ियारत होगी

कभी यासीं, कभी ता़हा, कभी वलैल आया

जिस की क़समें मेरा रब खाता है

कितनी दिल-कश मेरे महबूब की सूरत होगी

हश्र का दिन भी अजब देखने वाला होगा

ज़ुल्फ़ लहराते वो जब आएँगे

फिर क़यामत पे भी ख़ुद एक क़यामत होगी

उन को मुख़्तार बनाया है मेरे अल्लाह ने

ख़ुल्द में बस वो ही जा सकता है

जिस को हसनैन के नाना की इजाज़त होगी

दो-जहाँ में उसे फिर कौन पनाह में लेगा

होगा रुस्वा वो सर-ए-हश्र जिसे

सय्यिदा ज़हरा के बच्चों से अदावत होगी

उन की चौखट पे पड़े हैं तो बड़ी मौज में हैं

लौट के आएँगे जब उस दर से

मेरे दिल तू ही बता क्या तेरी हालत होगी

रश्क से दूर खड़े देखते होंगे ज़ाहिद

जब सर-ए-हश्र गुनाहगारों पर

मेरे आक़ा का करम होगा, इनायत होगी

मेरा दामन तो गुनाहों से भरा है, अल्ताफ़

इक सहारा है कि मैं तेरा हूँ

इसी निस्बत से सर-ए-हश्र शफ़ाअ’त होगी

Nate sarkar ki Padhta Hu Mai Lyrics | नात सरकार की पढ़ता हूं मैं

Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi
Ik tera naam waseela hey mera
Ranjo o gham main bhi isi naam say rahat hogi
Yeh suna hai kay bohat gaur andheri hogi
Qabr ka khauf na rakhna aie dil
Wahan sarkar kay chehray ki ziarat hogi
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…
Kabhi yaseen kabhi tauha kabhi walail aaya
Jis ki kasmein mera Rab khata hai
Kitni dil kash meray mehboob ki surat hogi.
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…
Hashar ka din bhi ajab dekhnay wala hoga
Zulf lehra kay woh jab aayein gay
Phir qayamat pay bhi khud aik qayamat ho gi
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…
Un ko mukhtar banaya hai meray Allah nay
Khuld main bas wohi jaa sakta hai Jisko
Hasnain kay nana ki ijazat ho gi.
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…
Do jahan main usay phir koun panah main lay le ga
Ho ga ruswa wo sar-e-hashr jisay
Syeda Zahra kay bachoon say adawat hogi.
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…
Unki chokhat pay pare hain to bari mauj main hain
Laut kay aayein gay jab us dar say
Meray dil tu hi bata kiya teri halat ho gi.
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…
Rushk say dur kharey dekhtay houn gay
Zahid Jab sar e hashr gunahgaroon par
Meray aaqa ka karam ho ga inayat ho gi.
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…
Mera daman to gunahoon say bhara hai
Altaf Ik sahara hai kay hum teray hain
Isi nisbat say sar e hashar shafa’at ho gi.
Naat sarkar ki parhata hoon mein
Bus isi baat say ghar main meray rehmat hogi…

नात सरकार की पढ़ता हूं मैं Nate sarkar ki Padhta hu mai Lyrics

Nate sarkar ki Padhta hu

Naat e Pakनात सरकार की पढ़ता हूं मैं | Nate sarkar ki Padhta Hu Mai
Naat Khvaanमीलाद रज़ा क़ादरी
VidioAavailable
Mp3Update Soon
PDFUpdate Soon
CreditNaatHindi, GorakhpurHindi
Nate sarkar ki Padhta Hu Mai Lyrics
नात सरकार की पढ़ता हूं मैं | Nate sarkar ki Padhta hu mai Lyrics